TECH RAHUL

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Alight motion video editing | Attitude video editing alight motion | Trending lyrics video editing alight motion |

 So hello guys welcome to my new blog main aaj lekar chuka hoon aur ek new video editing. Aj ki video editing instagram or koi social media platform pe bahut jyada trending pe chal raha hai. To mai recommend karunga aap bhi aisa video create karke social media per upload jarur karen ho sakta hai aapka video viral ho jaaye.

Yah ek boys attitude status video hoga jo ki dekhne mein kafi jyada shandar hone wala hai. Aur aaj hum status video editing karte samay jis audio ka use karenge vah bhi kafi jyada behtarin hone wala hai to aap aap aap aaj ki video editing jarur karen isko miss na hone de.

Is tarah ka video editing kaise karna hai, iske liye kya kya cheezon ka jarurat padega main aapko step-by-step samjhe jaunga. Aapko is tarah ka video editing karne ke liye bus hamen follow karke video create kar raha hai to aap bahut aasani se sikh jaenge is tarah ka video editing.

To chaliye aj ki status video editing start karte hain.



FOLLOW THE STEPS BELOW TO THE CREATE ABOVE VIDEO 👇👇


STEP - 1


Alightmotion Apk Download :- 

Is tarah ka trending attitude status video create karne ke liye aapko ek application ka jarurat padega jiska naam hai alight motion. Is type ka editing karne ke liye application best application hai aur aur yah application se editing kafi jyada behtarin tarike se hota hai. To aaj ham log bhi yahi application ka use karenge is tarah ka attitude trending video create karne ke liye.

Agar aapke pass yah application pahle se hi hai to aapko next step follow karna hai is step ko aap ignore kar sakte hain. Aur agar nahin hai hai to aap sahi se yah step follow kijiye tabhi aap application ko download karke apna phone per install kar sakte hain totally free.

Ya editing application hamara telegram channel per hamne pahle se upload karke rakh diya hai to aap ko download karne ke liye hamara telegram channel join karna hai aur vahan aapko yah application pin kiya vah dekhne ke liye mil jaega to aap jake download kar sakte hain.

Telegram channel join karne ke liye aap niche diya gaya button ka use kar sakte hain ya fir aap telegram par jakar direct search kar sakte hain status zone official to aapko hamara chal mil jaega.


Guys aap hamara yah website se bhi yah additing application download kar sakte hain kaise karna hai main aapko step by step samjhaunga.

To guys agar aapke pass telegram application nahin hai ya fir hamara channel join karne mein koi problem a raha hai to aap hamara website se application ko download kar sakte hain. Website se download karne ke liye aapko simply niche jo download button dikh raha hai use per click karna hai aur aap is application ko bahut easily download kar payenge.

Guys application agar aap hamara telegram channel ya fir website se download karte hain to aap is totally free use kar payenge otherwise aap kahin aur se download karte hain to iske liye aapko money pay karna padega. Is application ka monthly fees hai 60 rupees and yearly fees hai 360 rupees.



STEP - 2

Ab aapko kuch chize yaha add karna padega tabhi aap is tarah ka editing kar payenge. To guys kya kya chiz aapko add karna hain or kaise add karna hain hum aapko batayenge. To aap hame follow karte rahiye.

To guys sabse pehle aapko 2 project add karna is app ke andar yahi do project aapko kafi jada help karega editing karne main. To chaliye yeh dono project add kar lete hain.

To sabse pehle humlog 1st project add karenge. Project add karne ke liye aapko niche jo ek blue colour ka beatmark button dikh raha uspe click karna hain or usko add kar lena hain.

Add kar lene ke baad aap is project ko open kariye to aapko yaha song dekhne ke liye mil jayega or yahi song pe kuch mark kiya hua hain. Yahi mark ke hisab se aapko photos add karna hain.

STEP - 3

Ab aapko or ek project add ya fir import karna hain aapna editing app ke andar. Jaise aap 1st project add kiya same usi tarike se yeh 2nd project bhi add karna hain.

Same aapko niche diya gaya button pe click karna hain or aapka editing app automatically open ho jayega or aapke samne ek new import ka button show hoga uspe click karte hi aap import kar payenge.

Import kar lene ke bad aap usko open karte hain to aapke samne 2 photo aur 2 extra layer dekhne ke liye milta hai. Yahi 2 photo or or jo 2 extra layer hain yeh aapko kafi jada help karne wala hain video editing karte samay.

To aap must yeh dono project import kar lijiye tabhi aapka video ache se create ho jayega.

STEP - 4

Itna kaam kar lene ke baad aapko or ek kaam karna hain. Jo ki hain video ka material. To guys material download karna bhot asan hain. To chaliye aapko batatein hain.

Guys humara video ka all material aapko humara telegram channel pe mil jata hain to aaplog telegram join nhi kiye to jarur join karle.

All material download karne ke liye aapko simply niche jo button dikh raha hain uspe aaoko click karna hain or aapke samne all material available ho jayega. Aap ek ek karke bhot asani se download kar skate hain. Yaha aapko ek zip file milega uske andar sirf images hota hain.

To aap yaha se free all material ko download kar sakte hain uske liye aapko koi money pay nahin karna hain.

STEP - 5

Guys ab aapko video editing karna hain. Jo ki kafi jada asan hain. To sabse pehle aapko 1st project open karna hai jiska naam hain beatmark project. Open karne ke baad aapko mark ke hisab se all photos ko add kar lena hain.

Images add kar lene ke baad aapko yeh images mein effect add karna hain. Effect lagane ke liye aapko ekbar back karke shake effect preset open karna hain or yaha se effect copy karke apna video mein akar paste karna hain.

Itna kaam kar lene ke baad aapko video ko export kar lena hain or uske baad aap kahi bhi is video ko share karke earning kar sakte ho. Yeh abhi instagram pe kafi jada trend pe hain to aap instagram pe share jarur karein.


Guys agar aapko status related kisi bhi tarah ka dikkat hota hain to aao hame instagram pe bata sakte hain aapka help jarur karunga.

Post a Comment

0 Comments