TECH RAHUL

6/recent/ticker-posts

Advertisement

New Trending Lyrics Video Editing Alight Motion | Alight Motion Video Editing | Status Editing

So hello friends welcome to my new blog, to kaise hain aaplog umeed karte hai aaplog bhot badhiya honge. To guys aj hum leke aa geye or ek new trending lyrics and shake effect status video editing. So guys aj humlog jo ek new video editing karne wale hain. To aap hamare sath end tak bane rahiyega uske baad aap bhi aisa video editing kar payenge.

To guys status video create karne se pehle agar aap us video ka preview dekhna chate hain to aap dekh sakte hain. Uske liye aapko hamara youtube channel STATUS ZONE OFFICIAL pe jana hain or same yahi topic pe aapko ek video milega us video ka first 30 sec aap dekhna lena hain. Uske baad agar aapko pasand ata hain to aap next step follow kijiye.
To guys chaliye step by step aapko samjhate hain kaise aapko status video ko editing karna hain. To aap koi bhi step bina miss karke sahi se follow kijiye.



FOLLOW THE STEPS BELOW TO THE CREATE ABOVE VIDEO 👇👇

So guys aisa video editing karne ke liye aapko kuch material ka jarurat padega wosab material ke bina aap aisa video editing nahin kar payenge. To wosab material kya hain or kaha se aapko download karna hain janne ke liye steps follow kijiye.

To sabse pehle aapko ek application ka jarurat padne wala hain or wo application ka naam hain alight motion. Yeh app ke bina aisa video editing aap nahin kar sakte hain to agar aapko aisa video editing karna hain to aap pehle yeh application download karna padega.

To yeh app download karne ke liye aapko humara telegram channel join karna hain kuki woha maine already yeh app ko upload karke pin kar diya hain. To aap hamara telegram channel pe jake bhot easily yeh app download kar payenge. Humara telegram channel join karne kafi jada simple hain.

Aapko telegram pe jaker search karna hain status zone official to aapko 1st number pe hamara channel mil jayega usko aap join kar lijiye. Ya fir aapko search karne mein problem ho raha hain to aap niche diya gaya join button bhi use kar sakte hain.

STEP - 1

Guys yeh step main aapko bataunga kaise aap beat mark project ko add ya fir import karenge. Or yeh kafi jada important project hain iske bina aapko song nahin milega or bina song status video create nahin ho sakta hain yeh aapko bhi pata hoga.

To guys yeh project import karne ke liye simply aapko niche jo beat mark ka button show ho raha hain uspe aaoko click kar dena hain or aap ek new page pe aa jayenge or woha se aap import pe click karke easily add kar payenge.

Add kar lene ke baad aap beat mark project open karte hain to aapko uske andar song and song pe kiya hua beat mark bhi dikh jayega jiske hisab se aapko images add karna hain. Filhal aap add karke rakhiye images kaise add karna hain main baad me batata hoon.

STEP - 2

Ab aapko or ek project add karna hain. Yeh project aapko aapna video main effect lagane mein kaam ayega guys to yeh project bhi aapko must add ya fir import kar lena hain.

Import karna kaise hain wo to aapko 1st step mein pata lag gaya hoga same usi tarike se aap yeh project ko bhi import kar lijiye.

Import kar lene ke baad aap yeh project ko bhi open karke dekh sakte hain yaha aapko effect dekhne ke liye mil jayega. Yahi se effect copy karke aapko apna video pe jaker paste kar dena hain to aapka video mein bhi effect lag jayega.

Guys yahi do project aapko import karna hain or aaoko extra koi project import nahin karna hain. To aap yeh dono project ko import must kar lijiye uske baad hi status video editing karna start karein.


STEP - 3

Friends yeh step mein hum aapko batayenge kaise aap material download karenge. Material matlab is video ko banane ke liye jo jo chiz ka jarurat hua hain wosab aap kaise or kaha se download kar payenge wohi aap yeh step mein pata lagne wala hain.

Guys is video ka material download aap do tarike se kar sakte hain ek hain humara telegram channel jaha aao bhot easily material download kar sakte hain. Download karne ke liye aapko telegram channel join karna or woha aapko material dekhne ke liye mil jayega aap download kar sakte hain.

Or guys dusra tarika or bhi easy hain. Aapko niche jo download button show ho raha hain uspe aapko click karna hain. Click karte hi aapko aj video main jo bhi material ka use hua hain wosab aapko dekhne ke liye mil jayega aap ek ek karke download kad sakte hain.


STEP - 4

Yeh step mein aap sikhne wale hain status video ko kaise editing kiya jata hain. To guys sabse pehle aaoko beat mark project open karna hain or aapna beat mark ke hisab se images ko add kar lena hain.

Images add kar lene ke baad aako effect lagana hain effect lagana kafi simple hain. Effect lagane ke liye aapko back karke shake effect project open karna hain or yaha se effect copy karke apna video main paste hain to aapka video effect lag jayega or aapka video ban jayega.

Ab video ka use karke aap earning kar sakte hain. Aap is video ko social media pe share kariye kuki yeh video viral ho sakta hain aapka earning increase ho sakta hain.


Friends aapko status related kisi bhi tarah ka problem hoga to aap hame instagram pe dm kariyega main aapka help jarur karunga.

Post a Comment

1 Comments