TECH RAHUL

6/recent/ticker-posts

Advertisement

How to get Instant personal loan online? loan kaise le sakte hai?

So hlw friends welcome to my new blog to kaise hain aaplog umeed karte hai aaplog bhot badhiya honge. Aj main aaplogoko ek new application ke bare main bataunga jiska naam hain dhani. Dhani ek loan application hain. Jahan se aap instant loan le sakte hain. To aj main aapko bataunga aap dhani application ka use karke loan kaise le sakte hain and dhani app ke andar or bhi chizen hain jiska use aap kar sakte hain.

To agar aapko loan chaiye to aap is article ko thoda sa time deke end tak padhe uske baad aapko pata chal jayega aapko loan kaise lena hain. Or loan liya hua paisa aap kaise use kar payenge.



How to download dhani application?

To guys sabse pehle aapko dhani application apna phone per download karna padega uske liye aapko chale jana hain play store pe uske baad voha aapko search karna dhani to 1st number pe  hi aapko dhani application dekhne ke liye mil jayega to aap dhani ko download karke aapna mobile phone per install kar lijiye.

Itna kaam kar lene ke baad guys aapko dhani loan application ko open karna hain or sabse pehle aapko yaha per sing up complete karna hain. Sing up karne ke liye aapko pehle mobile number dal dena uske baad aapke mobile number ek OTP ayega usko aapko dal dena hain to aapka sing up process complete ho jayega. Ab aapko batayenge aao dhani app se kaise loan le sakte hain. To aap humare sath end tak jarur bane rahiye.

Font Download:- 


To guys yaha se loan lene ke liye sabse pehle aapko dhani app ke andar ek dhani freedom card active karna padega. Tabhi aap dhani app se loan le payenge. Or dhani ke taraf se diya gaya is card ko aap agar active karte hain to aapko iske liye har month Rs.125 pay karna padega is baat ko bhi aapko dhayan rakhna hain guys. Aap har month Rs.125 pay karte hain to aap yaha se loan le sakte hain 5 lakh tak. Yaha se aap minimum 5000 ka loan le sakte hain. Or agar aap soch rehe hain ki aap yaha se 5lakh ka loan le lenge to guys main aapko bata du ki 5 lakh ka loan lena utna aasan nhi kuki aapko bhi pata hain koi application aapko 5 lakh ka loan utna asani se nhi de sakta hain. Lekin aap 5000 se leke 25000 tak ka loan asani se le sakte hain. To chaliye uske liye kya karna chaliye batate hain. 
Guys loan lene ke liye aapke pass kuch documents ka hona jaruri hain jaise ki Aadhar card, Pan Card and bank account yeh 3 chizon ka aapko jarurat padega loan lene ke liye.

How to apply for loan?

Loan lene ke liye aapko pehle dhani application open karna hain open karte hi aapko ek option dekhne ke liye mil jayega jaha likha hoga daily credit limit uspe aapko click kar dena hain click karte hi aapse aapka aadhar card number liya jayega or aadhar k sath jo mobile number link hain usme ek OTP ayega usko bhi dal dena hain. Uske baad aapko aapna pan card number bhi dalne ke liye bola jayega to aapko vo bhi daal dena hain or last mein aapko aapna back account ka information dal dena hain or kuch basic details dal dena hain uske baad aapke samne congratulations likha hua aa jayega.

Uske baad countine pe click karke loan le sakte hain. Loan lene ke baad aap is paise ko kis tarah se aapna bank account pe le payenge wo aapko batayenge. Aap is paise ko bank na leke dhani se bhi use kar sakte hain dhani application se bhi aapko bhot sara bill payment, reacharge yaha se kar sakte hain but mai aapko recommend karunga aapko agar loan le liye hain to aap is paise ko bank le transfar kar le.

Loan lene ke baad aapko har month Rs.125 pay karna padega or aaoko 30 days ke andar paisa wapas nhi karna padega. Paisa wapas karne ke liye aapko dhani app mein ek notification mil jayega uspe click karte hi aapko bataya jayega ki aapka itna rupya baki hai aap pay kijiye uspe click karke aap wapas kar payenge.

Bank Transfer:- 

To bank account pe tranfar karne ke liye dhani app ke andar aapko ek trasfar ka option dekhne ke liye mil jata hain uspe click karte hi aapko aapna bank details dal dena hain jis bank account pe aaoko paisa lena hain uske baad amount dal k trasfar pe click kar dena hain to 24hr ke andar aapka paisa aapka bank account pe aa jayega.


To maine aapko aj bataya aap kaise dhani application ka use karke loan le sakte hai or us loan ka paisa ko kaise aapna bank account pe le sakte hai or kaam ho jane ke baad kaise dhani ko paisa wapas kar sakte hai.

To umeed karte hain aaoko samajh aa gaya hain maine aapko jo bataya firvi koi dikkat hota hain to aap comment karke ouch bhi sakte hain.

Post a Comment

0 Comments